Sunday, August 14, 2011

Kya Hum Corruption ke saath hai?? Jara Sochiye...


I feel pity to those people who waste their energy in criticizing people like Anna Hazare & Ramdev Baba. I don't understand why they say? "Anna Hazare desh ko gumrah kar rahe hain". I ask them .. why they think so? just because it is their opinion? or they are influenced by few people who don't like a young revolution in our country like Egypt. 
I take a chance of 1000% Anna Hazare himself is corrupt...
But still I would support him..
Because the Bill he is fighting for can also get Anna Hazare himself behind the bars if he is corrupt...

I support him by my heart & soul.. so should you.


When Ambika Soni of Congress Says that Anna should guarantee that there will be no corruption after Jan Lokpal bill is presented.

Why Don't the government itself come up and guarantee the same? When government says anna is unconstitutional then why can't the government nab corrupt people with in constitutional framework. Why the need for lokpal is arisen...

People like Ambika Soni, Manish Tiwari, Jayanti Natrajan and Abhishek Manu Singhi lack conviction when they speak. Instead they sound like parrots singing to His Mistress's Voice


There is a strong conviction among the general public  that



“ Lokpal aaye ya jaayye one thing to NOTE that the 'CORRUPTION ' will be UNSTOPABLE THIS IS DAMN GOOD TRUE & EVERY BODY SHOULD ACCEPT THAT..  

AAP APNE MAHOL MAIN JAKAR DEKHE KI KITNE AAPKE NAZDIKI DOET YA PEHCHAN WALEN BIGAR RISHWAT LIYE APNA KAM KARTE HAI ”

The above statement looks like a copy of recent Rahul Gandhi statement, where he said about recent blasts in Mumbai.. "It is impossible to control every movement terrorists" - Rahul Gandhi... 

Why can’t we learn some lesson from USA (no terrorist attack since sep 11 2001), Japan (Least corrupted nation),...

Why can’t we compare a country like japan who was in a similar situation when India got it's freedom. Japan also was recovering from 2 major nuke blasts in their country....Now look at Japan (A Developed Country).. India (Developing Country since our forefathers).. Are we proud of that?


Phir Log yeh bhi kehte hai  ki humare aas paas k kitne log bribe lete hain... I agree... log bribe lete hain.. Lekin agar Anna ka lokpal aayega to inki saans me saans atak jaayegi  jo bribe lete hain...



CORRUPTION KI JAD (root) ITNI GAHRI HAIN KI PAHLI NAJAR ME SABKO AISA LAGTA HAI KI ISE MITANA NAMUMKIN HAI...PAR PAHLI BAAR KISI NE ISKE KHILAAF AWAAJ BULAND KI HAI AUR MORE THAN 80% UNKA SUPPORT DIL SE KAR RAHE HAI..10%LOG ALIEN KI TARAH UNKNOWN HAIN...AB BACHE 10% SE KAM VO LOG,JO IMRAN BHAI KI TARAH CORRUPTION KA VIJAY TILAK KAR CHUKE HAIN...HAM 80% KO HI SHESH 20 % KO jagakar PARISHKRAT KARNA HAI...YAH KAAM EKDAM SE NAHI, DHEERE DHEERE MUMKIN HAI...

Kahi aisa ho gaya to kya hoga,kahi vaisa ho gaya to kya hoga.. 


JAN LOK PAL OF ANNA K pass hone k baad ki socho Friends, abhi ki nahi...abhi jo ganda pani circle me bah raha hai, use hatakar saaf mineral water ki supply dega naya bill...


Corruption ki Jad agar gehri hai to isiliye kyonki government ke employees ko itne paise nahi milte jitne private job mein kaam kar rahe logo ko milte hai. Govt corrupt hai kyonki employees ko promotion seniority ke basis per milti hai na ki performance ke basis.

Agar MNCs ki tarah ki salaries govt employees ko mile, to bhul jaao ki corruption ka ek tinka bhi yaha per reh paaega.

Agar logo ke paas enough income aaye to yeh corruption apne aap hi khatam ho jaayega. Speakasia aur baaki network marketing companies is disha mein ek chota sa prayas kar rahi hai, taki logo ke pass ek legal tareeke se side income aa sake.

EK aur Argument diya jaata hai ki

RISHWAT KA BASIC RULE YEH HAI KI JAB KISE KOI ILLEGAL, UN OFFICIAL ,PROFFITABLE ,SWAARTH, SWAHIIT APNE PAKSHA ME KARWANE KE LIYE DIYA GAYA LAALCH =RISHWAT ,.....JAB TAK YEH BHAVNA KHATAM NAHI HOTI TAB TAK RISHWAT KHATAM NAHI HOTI ?? HUMARE ME SE KITNO KE MANN ME IS PRAKAR BHAVNA HOTI HAI YA NAHI HOTI ? KHUD SOCHIYE

Mera Seedha sa Jawaab hai,
Ham denge nahi to woh lenge kaise. Just because ki hamaare time waste hota hai, hum rishwat dete hai. Aaj Speakasia bhi legally lad rahi hai ki nahi. Always ensure that rishwat sirf majburi mein deni chhaiye na ki har kadam per. Follow traffic rules, jaldi kis baat ki. Helmet pehno aapki apni safety hai, challan se bachne ke liye kyon pehente ho. Apni mehnat per bharosa karo aur illegal ways kyon use karne padte hai yeh socho

MNCs mein Sales Tax Assessment ke liye rishwat nahi di jaati, per Indian companies bina rishwat ke Sales Tax Assessment karwaati hi nahi. Kyon???Kyunki MNCs ke accounting procedures theek hai, Indian Companies ke nahi. Kyunki MNCs apne employees aur softwares per invest karne mein yakeen karti hai naaki indian authorities ka pet bharne mein. Yeh chhoti chhoti baate logo ki samajh mein nahi aati.

Har aadmi sochta hai ki hum kyon shuruaat karein, bhai shuruaat nahi kar sakte to atleast jo kar raha hai, usk saath to de sakte hai. poochenge nahi to jawaab hamesha na mein hi hoga, poochenge to atleast 1% haa mein jawaab milne ka chance to hai na...

ANNA JI K DIL KI AAG... BANI HAMARE DIL KI AAG...SOYA SINGH GAYA HAI JAAG... BHRSHTACHARI BHAAG RE BHAAG..Anna nahi ye Aandhi hai Aaj ke Bharat ka Gandhi hai ...VANDEMATRAM 






No comments:

facebook widget

If you Like to Join Us

Popular Posts

Counter